how to buy .com domain at very cheap price
Namsakr dosto aap sabhi ka swagat hai mobile tips ke naye article mai aaj hum janege ki top level domain jaise ki .com sastey mai kaise buy kar saktey hai.
agar aap koi blog chalatey ho ya aapko apni khud ki website shuru karne hai or aap ek student ho toh aapki sabse badi pareshani yeh hoti hai ki top level domain kaise buy kare kyo ki agar aap top level domain kharidne jaoge GoDaddy jaise website se toh uske liye aapko kamse kam 500 RS lag jatey hai 1 Year tak domain buy karne ke liye.
toh ab sawal yeh hai ki top level domain buy kaise kare sastey mai toh uske liye bohoto hi asan tarika hai ek website hai jaha se aap domain buy kar saktey ho matr 1$ mai uss website ka nam hai namecheap lekin uske liye ek trick follow karni hogi aapko.
sabse pehale aap namecheap website mai account create karle account creat karne ke bad aapko jo domain kharidna hai woh search karle search karne ke bad aapko jo domain chahiye agar woh available hoga or aapko mil gaya toh use cart mai add kar lijiye cart mai add karne ke bad right side mai option hoga view cart usse click kar dijiye phir aapko domain ki amount dikhayegi deghi 700 INR kai aas pass darne ki jarurat nahi hai niche ek option hoga Promo Code ka waha pai aapko enter karna hai COM88 yeh promo code enter karne ke bad aapko domain ki jo price dikhayi dey rahi thi woh kam ho jayegi yani 88% discount milega aapko or domain ki price lagbagh 75 INR itni ho jayegi.
ye ek simple se trick hai jo ki kafi logo ko pata nahi hogi or woh log apna first domain GoDaddy jaise website se khardne ki sochtey hai GoDaddy se khardina mehenga padta hai agar aap ek student ho toh isliye namecheap website se domain buy kar saktey ho aap bus 75 INR mai domain buy karne ke bad aap jo email id enter karoge domain buy karne ke time toh woh email id pai aapko ek account verification ka link aayega uss link se aapko aapna account verify karna hai 15 days ke pehale.
so iss tarah se hum ek top level domain bus 75 Rs mai buy kar saktey hai
Thank You ! 😎